Wo apna ho ya begana.. achha lagta hai,
Do pal uske saath bitana.. achha lagta hai,
Roz bahane karke uske karib jana.. achha lagta hai,
Ik jhalak bhi uski pana.. achha lagta hai,
Kahne ko jab chaahu.. haan kar dega wo,
Lekin phir bhi uska.. na na achha lagata hai,
Uski baat kuchh alag hai.. mujhko kuchh bhi kehle,
Jhali, pagal ya deewani.. achha lagta hai,
Usko log parwana kehte hain.. muskurata hai wo,
Mujhko kehte hai uski shama.. achha lagta hai,
Rishta hai na jane.. mera usse kya,
Mere khawabo me bhi uska aana.. achha lagta hai.